Puja or aarti mai bell kyun bajate hain:-
Bell or Ghanti bajane se kya hota hai;-
Puja karate samya jaise bhagwan ko bhog lagana, esnaan karana, bhog lagana, aarti karte samay bhaktjan or pandit ji bell bajate hai.
- Bell bajane ka sabse bada labh ye hai ki ghar mai positivity aati hai, happyness aati hai or ek shukhad vatavaran ka mahol ho jata hai.
- bell bajane se buri shaktiyan bhag jati hain.
- ghar mai puja karte samya bell bajane se clam or positivity aati hai.
- Mandir ya temple mai pravesh karte samay bell bajakar bhaktjan apne aagman ki suchna dete hai or pureman se devataon ki puja karate hain.
- Buy This Bell Click Here –https://hippoji.com/product/brass-nag-ghanti-nitya-naag-ghanti-puja-ghanti-puja-bell-uniq-puja-bell-naag-design-ghanti/
F&Q
puja mai kis dhatu ki bell or ghanti use karni chahiye?
Worship mai peetal ya brass ki bani hui bell ya ghanti hi use karni chahiye ye pavitr hoti hai.
Sabse se pahile kis bhagawan or devata ki puja ki jati hai?
HIndu dharm mai kisi bhi subh karya mai Ganesh bhagwan ki puja karte hain, ganpati bappa vighnharta hain or sukhkarta hain. Ganesh Chaturthi par ganesh bhagwan ko pure vidhi-vidhan se ghar ghar laya jata hai . Sare bhaktjan ganpatibappa morya ka ka Jaykara lagate hai. Ganesh ji ke mata – pita Shiv ji or maa parvati ji hain,
Diwali par kya nahi karna chahiye Nahi to ….
Diwali par kuch aise kaam hain jo bilkul bhi nahi karne chahiye jaise ki –
1. Diwali ki sham ko sona nahi chahiye.
2. sharab nahi peeni chahiye.
3. Kisi bhi stree ka apman nahi karna chahiye.
4.Shaam ko JHadu nahi lagani chahiye.
5. BUT Diwali par ghar ki saaf safai karke diwali ki puja mahurt ke anusar jarur karni chahiye, or lakchmi ji, Ganesh ji, saraswati ji ka saf suthare vastra pahankar hi pujana chahiye.
1. Diwali ki sham ko sona nahi chahiye.
2. sharab nahi peeni chahiye.
3. Kisi bhi stree ka apman nahi karna chahiye.
4.Shaam ko JHadu nahi lagani chahiye.
5. BUT Diwali par ghar ki saaf safai karke diwali ki puja mahurt ke anusar jarur karni chahiye, or lakchmi ji, Ganesh ji, saraswati ji ka saf suthare vastra pahankar hi pujana chahiye.